Yin-YangQi

हर लफ्ज़ के मायने मोहब्बत और
हर जंग का मक़सद जीत नहीं होता।

चाँद भी आता है ज़मीं पर
मगर कभी - कभी ।

अगर क़यामत तुम जैसी है
तो आज ही हो जाए ।

ये शायरी भी तेरी वफ़ा सी है
कभी बे-इन्तेहाँ
तो कभी बे-नियाज़ ।

सब आज ही बयां करोगे
कुछ तो अगली मुलाक़ात के लिए रख लो ।

सब आज ही बयां करने दो
अगली मुलाक़ात से पहले क़यामत ना हो ।

अलविदा, अब चलता हूँ
जो था सब कह दिया ।

वो चले जाते हैं अक्सर
बस कुछ देर ठहर कर ।

पत्तों की रौनक ही
पेड़ों की दास्ताँ है
ठूंठ तो बस
दर्द बयां करते हैं ।

फ़िज़ा सफ़ेद चादर ओढ़ ले
तो रुत सर्द जान पड़ती है
गुलिस्तां सजाने की चाहत हो
तो बहारों सा मिजाज़ रखिये ।

तनहाई में रहने का सबब पूछते हैं
वो जो ज़माने भर का ग़म दे गए ।

अंगारों को छूने की चाहत तो है
मगर हिम्मत नहीं ।

मुददत हुई या सदियाँ
तेरे इंतज़ार ने ये भी भुला दिया ।

जाने कब से हैं सुलग रहे
चंद बूंदों की चाहत में ।

उफ़ान और तूफ़ान
हदों के मोहताज़ नहीं ।

गुस्ताख़ी हमसे हुई है
तोहमत शराब को ना दे कोई ।

ज़लज़ले मुक़र्रर होंगे
तेरी तहरीर पर ।

समंदर सीने में है
फासले से देखिये
यूँ बेपरवाह कभी हम भी थे
एक लहर के आते ही शिकार हो गए ।

मैं तेरे ख़िलाफ़ हूँ क्यूंकि
तू मेरे ख़िलाफ़ है ।

ये ज़िन्दगी फ़क़त तेरे नाम की बरक़त से काबिज़ है ।

सहर तूने लिखवा दिया सूरज
अब ज़माना पढ़ रहा है ।

10

Urdu |

Mat tol apni mohabbat ko be-naam taraazoo mein
tu kitna anmol hai kabhi mujh se to pooch..

11

Urdu |

Isi khayal se aansoo chupaa liye humne
udaas reh ke kisi ko udaas kya karna..

11

Urdu |

Yeh chaand bhi dekho kya ajeeb sitam dhaata hai,
bachpan mein yeh mama
aur jawaani mein sanam nazar aata hai,
kehne ko to hain chaand mein daag bahut,
aashiqo ko fir bhi sunder nazar aata hai,
chup jaata hai jab bhi yeh baadlo ki oat mein,
deedar-e-husn paane ko har ek machal jaata hai,
laakho taaro se bhari hai aasmaani chaadar phir bhi,
chaand to har dum tanha hi nazar aata hai.....

40

Urdu |

Yadon ke phool sookh na jaayein isi liye
aankho ko ashk-baar kia hai kabhi kabhi
humse junoon-e- ishq ka aalam na poochiye
khud apna intezaar kia hai kabhi kabhi..

30

Urdu |

Udhar woh bad-ghumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai
na poocha jaaye hai us-se, na bola jaaye hai mujhse..

Details:
bad-ghumaanee - suspicion
naatavaanee - weakness

40

Urdu |

Ghamon se anjaan tha main
aaj ghamon ki mehfil sajaaye baithe hain tere pyaar mein..

21

Urdu |

Kuch unki adaaon ne loota, kuch unki inaayat maar gayi..
Hum raaz-e- mohabbat keh bhi na paaye, chup rehne ki aadat maar gayi..
Dil ne kiya majboor kai baar milne ko, jee bhar ke unko dekha na gaya,
nigaahon ki sharaafat maar gayi..
Dono ko hi hai shikaayat, ilzaam lagaayein kis par,
kuch dil ne humein barbaad kiya, kuch humaari kismat maar gayi..

80

Urdu

Naakaamiyon ne aur bhi sarkash bana diya
itne hue zaleel ke khuddaar ho gaye..

20

Urdu |

Simta unka waqt kuch is kadar,
ki hum tamaam umar ik pal ki aarzoo mein dikhe..
chaahat thi rishi ko bas ik jhalak ki,
par kaafir ghar se burka kar nikle..

11

Urdu

Meri gurbat ne udaaya hai mere fun ka mazaq,
teri daulat ne tere aeb chupa rakhe hain..

194

Urdu |

Recommended for You »

  1. Koi Chiraag Jalaata Hai Deewane Ke Liye Koi Chiraag Jalaata Hai ..
  2. ਨਿਕੰਮੀ ਔਲਾਦ ਦੀ ਜਿੰਨੀ ਘੱਟ ਸੇਵਾ ਕੀਤੀ ਜਾਏ ਘਰ ਉੰਨਾ ..
  3. Sambhal Sambhal Ke Sajte Hain Aaine Mein Woh Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi ..
  4. Hai Shauk Teen Safar Bus Aisa Ke Ek Umar Se Hum Ne Manzil ..
  5. Manassilundavatte Gramathin Vishudhiyum Manavum Mamathayaum Ithiri Konnappoovum Vishu Kaniyum Vishu Kaineetavum Kali Chiriyum ..
  6. Laxmi Ji Virajein Aapke Dwaar Sone Chandi Se Bhar Jaayein Aapke Ghar Baar Jeevan ..
  7. Your Birthday Is A Special Day Because You Are Special To ..
  8. Aap Bharam He Sahi Baat To Kar Lein Humse Kuch Na ..
  9. Apne Hone Ka Pata De Dena Kabhi Guzro To Sada De ..
  10. Father To Son Whenever I Beat You You Don T Get Annoyed ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.