Yin-Yang Qi

हर लफ्ज़ के मायने मोहब्बत और
हर जंग का मक़सद जीत नहीं होता।

चाँद भी आता है ज़मीं पर
मगर कभी - कभी ।

अगर क़यामत तुम जैसी है
तो आज ही हो जाए ।

ये शायरी भी तेरी वफ़ा सी है
कभी बे-इन्तेहाँ
तो कभी बे-नियाज़ ।

सब आज ही बयां करोगे
कुछ तो अगली मुलाक़ात के लिए रख लो ।

सब आज ही बयां करने दो
अगली मुलाक़ात से पहले क़यामत ना हो ।

अलविदा, अब चलता हूँ
जो था सब कह दिया ।

वो चले जाते हैं अक्सर
बस कुछ देर ठहर कर ।

पत्तों की रौनक ही
पेड़ों की दास्ताँ है
ठूंठ तो बस
दर्द बयां करते हैं ।

फ़िज़ा सफ़ेद चादर ओढ़ ले
तो रुत सर्द जान पड़ती है
गुलिस्तां सजाने की चाहत हो
तो बहारों सा मिजाज़ रखिये ।

तनहाई में रहने का सबब पूछते हैं
वो जो ज़माने भर का ग़म दे गए ।

अंगारों को छूने की चाहत तो है
मगर हिम्मत नहीं ।

मुददत हुई या सदियाँ
तेरे इंतज़ार ने ये भी भुला दिया ।

जाने कब से हैं सुलग रहे
चंद बूंदों की चाहत में ।

उफ़ान और तूफ़ान
हदों के मोहताज़ नहीं ।

गुस्ताख़ी हमसे हुई है
तोहमत शराब को ना दे कोई ।

ज़लज़ले मुक़र्रर होंगे
तेरी तहरीर पर ।

समंदर सीने में है
फासले से देखिये
यूँ बेपरवाह कभी हम भी थे
एक लहर के आते ही शिकार हो गए ।

मैं तेरे ख़िलाफ़ हूँ क्यूंकि
तू मेरे ख़िलाफ़ है ।

ये ज़िन्दगी फ़क़त तेरे नाम की बरक़त से काबिज़ है ।

सहर तूने लिखवा दिया सूरज
अब ज़माना पढ़ रहा है ।

10

Urdu |

Ek pyaari si surat..
Ek mausam sa chehra..
Do jheel si aankhein..
Kuch meethi-meethi baatein..
Ek naazuk adaa..
Kuch masti kuch mazaa..
Thodi si sharaarat..
Bahut saari mohabbat ..
Ek bholi si muskaan..
Ooncha udne ka armaan..
Sabse alag sabse juda..
Jiski hai pyaari har ek adaa..
Thanks aapne mere baare mein itna padhaa..

279

Hindi |

Ae dil tu mohabbat karta kyon hai,
jo karta hai to phir tadapta kyon hai,
main dhadkan hun uski kehta tha mujhse,
phir aaj uska dil mere bina dhadakta kyon hai.

110

Hindi |

ishq dariya hai jiska saahil nahi hota,
har dil mohabbat ke kaabil nahi hota,
rota woh bhi hai jo dooba ishq ke saagar mein,
aur rota woh bhi hai jise ishq haasil nahi hota.

91

Urdu |

Mohabbat mein laakhon zakhm khaae hain humne,
afsos unhe hum par aitbaar nahi,
mat poocho kya guzarti hai dil par
jab woh kehte hain humein tumse pyaar nahi.

24

Hindi |

Meri prem kahaani ka,
kya ajeeb ending tha..
Izhaar-e- Mohabbat kiya tha maine SMS se,
jo uski shaadi tak pending tha..

30

Hindi

Kuch unki adaaon ne loota, kuch unki inaayat maar gayi..
Hum raaz-e- mohabbat keh bhi na paaye, chup rehne ki aadat maar gayi..
Dil ne kiya majboor kai baar milne ko, jee bhar ke unko dekha na gaya,
nigaahon ki sharaafat maar gayi..
Dono ko hi hai shikaayat, ilzaam lagaayein kis par,
kuch dil ne humein barbaad kiya, kuch humaari kismat maar gayi..

80

Urdu

Aisi bewafaai ki usne..
mohabbat bhi badnaam ho gayi,
apni mohabbat ki itni keemaat vasool ki usne...
ki humaari kabr bhi nilaam ho gayi.

41

Hindi |

Mohabbat ki haqeeqat judaai hoti hai,
kabhi-kabhi pyaar mein bewafaai hoti hai,
humaari taraf haath badhaakar dekho to pata chale..
dosti mein kitni sachaai hoti hai.

71

Hindi

Unhe gumaa hai ki hum unse mohabbat karte hain,
humein gumma hai ki woh humse mohabbat karte hain,
yun hi kat rahe hain zindagi ke din..
na woh izhaar karte hain na hum izhaar karte hain.

41

Urdu

Masoom mohabbat ka bas itna fasaana hai,
kaagaz ki haveli hai.. baarish ka zamaana hai,
kya shart-e- mohabbat hai.. kya shart-e-zamaana hai,
aawaaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gana hai,
us paar utarne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai,
tufaan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe who andaaz mohabbat ke,
ek shaks ko aankhon se haal-e-dil sunaana hai,
bholi si ada.. koi fir ishq ki zid par hai,
fir aag ka dariyaa hai, fir doob ke jaana hai..
fir aag ka dariyaa hai, fir doob ke jaana hai..

41

Urdu

Sharaarat na hoti..shikaayat na hoti,
naino mein kisi ke nazaakat na hoti,
na hoti beqaraari..na hote hum tanha,
jo jahaan mein kambakht yeh mohabbat na hoti..
na hote yeh sapne..yeh khawaabon ki duniya ,
kisi ko chaahat ki tamanna na hoti,
na zulfon ki chaaon..na phoolon ki khushboo,
yaadon mein unki yeh raatein na kat-ti,
jo na hoti mohabbat to yeh aansu na hote,
dil bhi na khota..aaj tanha na rota,
deewano si apni yeh haalat na hoti,
jo jahaan mein kambakht yeh mohabbat na hoti..

31

Hindi |

Mohabbat ek se ho to bholapan hai
do se ho to bachpana hai
teen se ho to diwaanapan hai
char se ho to paagalpan hai
phir bhi counting na ruke to Kaminapan hai
KAMINE..

8219

Hindi

Kisi na kisi per kisi ko aitbaar ho jaata hai,
ajnabi koi shaks yaar ho jaata hai,
sirf khoobiyon se nahi hoti mohabbat sadaa,
kamiyon se bhi aksar pyaar ho jaata hai.

50

Hindi

Haathi aur cheenti ki love marriage hui.
Doosre din hi haathi mar gaya.
Cheenti boli: Waah ri mohabbat ,
ek din love " id="link45" class="smsLink"> pyaar ke naam kiya aur
saari umar kabr khodne ka kaam diya!

22

Hindi

Recommended for You »

  1. Kafan Na Dalo Mere Chehre Pe Mujhe Aadat Hai Muskurane Ki Na ..
  2. People May Throw Stones In Your Path It Depends On You ..
  3. Let It Flow Let It Pass Through You Let Yourself Go ..
  4. Santa Ped Pe Chada To Upar Baithe Bandar Ne Poocha ..
  5. Life Laughs At You When You Are Unhappy Life Smiles At ..
  6. Ghasita Hawaldar Tujhe Apna Laptop Bada Karwana Hai ? Santa Haanji But Kaise ? Ghasita ..
  7. Taenu Mil Javange Aake Dooor Durade Ton Mere Pind Ton Pehla Sheher ..
  8. Never Be Haughty To The Humble; Never Be Humble To The ..
  9. Salaam Mera Unke Jharoke Se Jaata Kuch Kehta Kuch Sun Ke ..
  10. Takleef Mein Tha Santa Milta Nahi Tha Koi Hal Soch Raha Tha ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.