

00दो फैक्ट्री बंद कर के अहंकार में
दिखा रहे थे दम हुंकार - हुंकार के
हवाओं का रुख कुछ यूँ बदला की
ज़मीं पर रेंगते दिखे
जो थे उड़ रहे सातवें आसमान पे ।।
Hindi |
00Darr jaata hun kabhi khud se
chehra nahi apne khayaalaat dekh kar..
Urdu |
30Taras jaoge tum mehfil-e-wafa ke liye
kisi se pyaar na karna Khuda ke liye
jab lagegi ishq ki adalat ek din
tumhi chune jaoge sazaa ke liye..
Urdu |
10Aap ab bhi jawaa lagti hain
wahi tabassum wahi jamaal lagti hain
nigaahein uthaaiye to ek baar
dekhna chaahta hai rishi paani mein kaise aag lagti hai..
Urdu |
01Ss ki qurbat main kuch nahi kaha maine
takti reh gai mujhko chandni sard raaton ki..
Urdu |
40'La ilaha' ki nafi aur 'illallah' ka isbat
zabaan se ada karna aasaan hai,
per iske takhazay aur lawazim jab tak ada na honge
imaan mukamil nahi..
Urdu |
51Duniya se dil laga kar
Duniya se kya milega
yaad-e- khuda kiye ja
tujhko khuda milega..
daulat ho ya hukumat
taakat ho ya jawaani
har cheez mitne waali
har cheez aani jaani
yeh sab guroor ik din
mitti mein jaa milega
yaad-e- khuda kiye ja
tujhko khuda milega..
aataa nahi palat kar
guzra hua zamaana
kya khwaab ka bharosa
kya maut ka thikaana
yeh zindagi ganwaa kar
kya faayeda milega
yaad-e- khuda kiye ja
tujhko khuda milega..
Urdu |
00Zindagi tujh se har ik saans pe samjhauta karun
shauk jeenr ka hai mujh ko magar itna to nahi..
Urdu |
20
Urdu |
00Kya kahein muhn kholne se darr lagta hai,
tera har rafiq humein inteqaami lagta hai..
क्या कहें मुहं खोलने से डर लगता है ,
तेरा हर रफ़ीक हमें इंत्कामी लगता है ..
Urdu |
30Suna hai unka har aansu sailaab ban gaya,
aate hue kaha bhi tha ki rona nahi..
Urdu |
35Jahan tera naqsh-e-qadam dekhte hain
Khyaaba khyaaba erum dekhte hain
Where impression of your presence, I see
Visions of heavens all around, I see
Tere sarv-qaamat say ik qadd-e-aadam
Qayamat ke fitne ko kam dekhte hain
Your beautiful tall stature makes even
The turmoil of the end of days look shorter, in my view
Tamasha ke aye mahv-e-aa-eena daari
Tujhe kis tamanna se hum dekhte hain
Amusing it is, that you are absorbed in your reflection
While, with such a longing, I see you
Bana kar faqeeron ka hum bhays Ghalib
Tamasha-e ahl-e-karam dekhte hain
In a begger's guise Ghalib
Spectacle of generocity, I see
Urdu |
♥ Recommended for You »
- थोड़ी भक्ति माँ सबको दे दो सुनें सदा तेरा गुण ..
- Duniya Mein Sirf 7 Cheez Famous Hai Bole To 7 Wonders 1 ..
- Kya Batain Piyaar Ki Bazi Wafa Ki Raah Mein Kaun Jeeta ..
- United We Stand Divided We Fall ..
- When Cloud Breaks Rain Falls When Coconut Breaks Water ..
- Two Best Secrets For Keep Growing In Professional Life Whenever You ..
- Thandi Coffee Ko Garam Kar Lo Is Pathar Dil Ko Thoda ..
- कितना इख्तियार था उसे अपनी ..
- Punish The Person Not The Whiskey Jack Never Did Anything Wrong And ..
- HAPPY NEW YEAR I Know It S A Bit Early To Wish But ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.