Yin-YangQi

हर लफ्ज़ के मायने मोहब्बत और
हर जंग का मक़सद जीत नहीं होता।

चाँद भी आता है ज़मीं पर
मगर कभी - कभी ।

अगर क़यामत तुम जैसी है
तो आज ही हो जाए ।

ये शायरी भी तेरी वफ़ा सी है
कभी बे-इन्तेहाँ
तो कभी बे-नियाज़ ।

सब आज ही बयां करोगे
कुछ तो अगली मुलाक़ात के लिए रख लो ।

सब आज ही बयां करने दो
अगली मुलाक़ात से पहले क़यामत ना हो ।

अलविदा, अब चलता हूँ
जो था सब कह दिया ।

वो चले जाते हैं अक्सर
बस कुछ देर ठहर कर ।

पत्तों की रौनक ही
पेड़ों की दास्ताँ है
ठूंठ तो बस
दर्द बयां करते हैं ।

फ़िज़ा सफ़ेद चादर ओढ़ ले
तो रुत सर्द जान पड़ती है
गुलिस्तां सजाने की चाहत हो
तो बहारों सा मिजाज़ रखिये ।

तनहाई में रहने का सबब पूछते हैं
वो जो ज़माने भर का ग़म दे गए ।

अंगारों को छूने की चाहत तो है
मगर हिम्मत नहीं ।

मुददत हुई या सदियाँ
तेरे इंतज़ार ने ये भी भुला दिया ।

जाने कब से हैं सुलग रहे
चंद बूंदों की चाहत में ।

उफ़ान और तूफ़ान
हदों के मोहताज़ नहीं ।

गुस्ताख़ी हमसे हुई है
तोहमत शराब को ना दे कोई ।

ज़लज़ले मुक़र्रर होंगे
तेरी तहरीर पर ।

समंदर सीने में है
फासले से देखिये
यूँ बेपरवाह कभी हम भी थे
एक लहर के आते ही शिकार हो गए ।

मैं तेरे ख़िलाफ़ हूँ क्यूंकि
तू मेरे ख़िलाफ़ है ।

ये ज़िन्दगी फ़क़त तेरे नाम की बरक़त से काबिज़ है ।

सहर तूने लिखवा दिया सूरज
अब ज़माना पढ़ रहा है ।

10

Urdu |

Tum chaand ho jise sab yaad karte hain,
humaari kismat to taaron jaisi hai,
humein yaad karna to dooor,
log apni khushi ke liye humaare tootne tak ki fariyaad karte hain..

92

Hindi |

Shaam-e-samandar, gham-e-vasl aur tanhaai,
dil ko teri yaad aa na jaaye..
Ret par reh na jaaye koi baaki nishaa,
chaand mein teri surat nazar aa na jaaye..
Giraft-e-bekhudi se hi kaayam hai maikadaa saare,
diljalo ki basti mein dilnasheen aa na jaaye..
Haayat ki ungaliyon par naachte hain hum,
guroor-e- naseeb zehen mein ab aa na jaaye..

20

Urdu |

Makki di roti, nimbu da achaar,
suraj diyaan kirna, khushiyaan di bahaar,
chaand di chandni, te apneyan da pyaar ,
Mubaarak hove ek Lohri da tyohaar.

7318

Punjabi

Chupke se chaand ki roshni aapki ho jaaye,
dheere se hawa aapko kuch keh jaaye,
dil se jise chaahte ho us-se maang lo,
Khuda se hum dua karenge woh aapka ho jaaye.

176

Hindi

Chaand ko bhi akele mein sharam aati hogi,
baat kuch tumhaari bhi samajh mein aati hogi,
jab bhi zikr hota hoga smart logon ka..
tumhe bhi meri yaad aati hogi.

250

Hindi |

Chaand adhura hai sitaaron ke bina,
gulshan adhura hai bahaaron ke bina,
samunder adhura hai kinaaron ke bina,
jeena adhura hai tum jaise yaaron ke bina..

91

Hindi

Main tumko chaand kehta magar
usme daag hai,
suraj kehta magar
usme aag hai,
socha tumko bandar keh du..
magar us kambakht mein bhi dimaag hai.

101

Hindi

Ye raat chaand kiski karni per roya,
aansu jhalke subha oos chai,
lagta hai dil kisi ka dil se juda ho gaya,
phir mohabbat mein kisi ne chot khaai.

01

Hindi |

Tohra mukhra..Chaanda ke samaan..
Tohra rang..Chanda ke samaan..
Tohre baal..Chanda ke samaan..
Aur Chanda..Hamaar bhaisiya ka naam..

41

Hindi

Laal gulaabi rang hai,
jhoom rahaa sansaar,
suraj ki roshni, khushiyon ki bahar,
chaand ki kiran, apno ka pyaar ,
mubaarak ho aapko holi ka tyohaar.

10

Hindi

Yeh chaand bhi dekho kya ajeeb sitam dhaata hai,
bachpan mein yeh mama
aur jawaani mein sanam nazar aata hai,
kehne ko to hain chaand mein daag bahut,
aashiqo ko fir bhi sunder nazar aata hai,
chup jaata hai jab bhi yeh baadlo ki oat mein,
deedar-e-husn paane ko har ek machal jaata hai,
laakho taaro se bhari hai aasmaani chaadar phir bhi,
chaand to har dum tanha hi nazar aata hai.....

40

Urdu |

Na guzarna eid ke din
kisi masjid ke saamne se,
kahi chaand samajh kar log apna roza na tod de,
aur hokar khafa kahin tumse
khuda tumhaare jaisa husn banaana hi na choad de.

2610

Urdu

Na pooch kitna lutf in musafaton mein hai
tera ghar ab bhi mere raston mein hai
sardiyon ki raat mein woh chaand dekhna
teri pasand ab bhi meri aadaton mein hai..

10

Urdu |

Tu chaand hai is zameen ka aur main sooraj
yahi wajah hai ke apne darmiyaan doori hai
rok na mujhko dekh zidd na kar
teri chaandni ke liye mera doobna zaruri hai..

20

Urdu |

Teacher:
" I love You"
ki khoj kahan hui?
Boy: China mein..
Teacher: Kyu?
Boy: Kyuki iski na koi warranty hai aur na koi guaranty.
Chale to chaand tak, na chale to shaam tak..

- Tarun Goma
174

Hindi |

Recommended for You »

  1. होता इन्हें यकीन गर जन्नत में हूरों का ये वाइज़ ओ शेख कब ..
  2. We Are Warriors Of Light And Destiny Is Only Byproduct Of Our ..
  3. Maut Ek Manzar Hai Jise Hum Dekh Sakte Hain Aur Ziindagi ..
  4. Jo Safar Ki Shuruwat Karte He Woh Manzil Ko Paar Karte ..
  5. Some Pain Is Physical And Some Is Mental But One That S ..
  6. How Gently And Lovingly You Awake In My Heart Where In Secret ..
  7. Never Reject Any Day In Your Life Because A Good Day ..
  8. Aise Zakhmon Ka Kya Kare Koi Jinko Marham Se Aag Lag ..
  9. Don’t Steal Don’t Lie And Don’t Cheat The Government Hates Competition ..
  10. Men Leap Over Where The Hedge Is Lower ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.