Yin-YangQi

हर लफ्ज़ के मायने मोहब्बत और
हर जंग का मक़सद जीत नहीं होता।

चाँद भी आता है ज़मीं पर
मगर कभी - कभी ।

अगर क़यामत तुम जैसी है
तो आज ही हो जाए ।

ये शायरी भी तेरी वफ़ा सी है
कभी बे-इन्तेहाँ
तो कभी बे-नियाज़ ।

सब आज ही बयां करोगे
कुछ तो अगली मुलाक़ात के लिए रख लो ।

सब आज ही बयां करने दो
अगली मुलाक़ात से पहले क़यामत ना हो ।

अलविदा, अब चलता हूँ
जो था सब कह दिया ।

वो चले जाते हैं अक्सर
बस कुछ देर ठहर कर ।

पत्तों की रौनक ही
पेड़ों की दास्ताँ है
ठूंठ तो बस
दर्द बयां करते हैं ।

फ़िज़ा सफ़ेद चादर ओढ़ ले
तो रुत सर्द जान पड़ती है
गुलिस्तां सजाने की चाहत हो
तो बहारों सा मिजाज़ रखिये ।

तनहाई में रहने का सबब पूछते हैं
वो जो ज़माने भर का ग़म दे गए ।

अंगारों को छूने की चाहत तो है
मगर हिम्मत नहीं ।

मुददत हुई या सदियाँ
तेरे इंतज़ार ने ये भी भुला दिया ।

जाने कब से हैं सुलग रहे
चंद बूंदों की चाहत में ।

उफ़ान और तूफ़ान
हदों के मोहताज़ नहीं ।

गुस्ताख़ी हमसे हुई है
तोहमत शराब को ना दे कोई ।

ज़लज़ले मुक़र्रर होंगे
तेरी तहरीर पर ।

समंदर सीने में है
फासले से देखिये
यूँ बेपरवाह कभी हम भी थे
एक लहर के आते ही शिकार हो गए ।

मैं तेरे ख़िलाफ़ हूँ क्यूंकि
तू मेरे ख़िलाफ़ है ।

ये ज़िन्दगी फ़क़त तेरे नाम की बरक़त से काबिज़ है ।

सहर तूने लिखवा दिया सूरज
अब ज़माना पढ़ रहा है ।

10

Urdu |

D.O.S.T.I.
D - Dastak bhi na de
O - Or apna banaa le
S - Saari zindagi jo saath de
T - Takdeer jo sawaar de
I - Isi rishtey ka naam hai DOSTI

64

Hindi

Humaari zindagi hai dost ki amaanat,
rakhna mere khuda sada unko salaamat,
dena unhe khushiyaan saare jahaan ki,
ban jaayein taareef woh har ek zubaan ki..

211

Hindi

Waqt ki raahon mein aap bhula de chaahe humein,
per hum aapko bhula nahi paayenge,
teri dosti ki kasam ae dost ,
tu aawaaz de sapne mein..hum haqeeqat mein chale aayenge.

52

Hindi

Itni choti nahi dosti humaari,
kaise soch liya kinaara aa gayaa,
lo phir ho gayi aapke mobile mein roshni,
ek baar phir sms humaaraa aa gaya..

53

Hindi

Karoge yaad ek din is dosti ke zamaane ko,
chale jaayenge jab hum kabhi na waapis aane ko.
Chalega mehfil mein zikr humara,
to tum bhi dhoondoge tanhai do aansu bahaane ko..

53

Hindi

Mausam chaahe badalte rahe,
par yaadon ke phool jaroor khilenge,
samay badlegaa, rishtey badlenge,
par hum dost the..hain..aur hameshaa rahenge..

31

Hindi

Daulat hai mujhko zindagi se pyaari,
daulat ke liye kar dun qurbaan yaari,
daulat ke liye tod dun dosti tumhaari,
ab tumse kya chupaana..
tum hi to ho daulat humaari.

30

Hindi

Waqt guzrega hum bikhar jaayenge,
kaun jaane ki hum kidhar jaayenge,
hum to ek parchaai hain,
yaad rakhna dost jahaan tanhaai mili
wahaa hum nazar aayenge..

80

Hindi |

Woh ek dost jo khuda sa lagta hai,
bahut paas hai phir bhi juda sa lagta hai,
kai dinno se aaya nahi message uska,
shaayad kisi baat per khafaa sa lagta hai.

113

Hindi

Hum farz-e- dosti yun hi nibhaate rahenge,
waqt bewaqt yun hi sataate rahenge,
dua kariye ki umar bahut lambi ho hamaari,
nahin to yaad ban ke aapko rulate rahenge.

11

Urdu

Bete hue lamho ko jab bhi yaad kiya humne,
gardish-e- waqt ko ru-ba-ru har baar kiya humne,
ek zakhm ubharta hai is dil mein,
jab jaam ka honto se ehtraam kiya humne.
Dooor hokar bhi tum aa jaate ho nazar ke saamne,
in palko ko jab bhi sangsaar kiya humne,
ae dost hum bhi ho chuke is ishq mein ghaayal,
aur apni zindagi ko barbaad kiya humne..

20

Urdu |

Rishton ki dori kamzor hoti hai,
aankhon ki baatein dil ki chor hoti hain,
Khuda ne jab bhi poocha dosti ka matlab
humaari ungli aapki aur hoti hai.

41

Hindi

Taqdeer ne chaaha, taqdeer ne banaaya,
taqdeer ne humko tumse milaaya,
khushnaseeb the hum ya woh pal
jab tum sa anmol dost is zindagi mein aaya..

40

Hindi

Unki gali se mera janaaza nikla,
woh na nikle jinke liye janaaza nikla,
woh nikle to mere dost seeti bajaane lage,
rakh ke mera janaaza sab usse pataane lage..

40

Hindi

Hum dosti poori nibhana jaante hain,
zakhm tumhaare kitne bhi gehre hon,
hum davaa lagaana jaante hain,
humein bhoolne ki koshish na karna ae dost ,
hum galaa dabaana bhi jaante hain.

20

Hindi

Jo dost paas na hon,
woh dil ke kareeb hote hain.
Jinke paas dost na hon,
woh gareeb hote hain.
Jinke dost aap jaise hon,
woh khushnaseeb hote hain.

40

Hindi

Recommended for You »

  1. Ek Muddat Se Meri Maa Soi Nahi Tabish Maine Ek Baar ..
  2. Ae Insaan Tu Kamaal Hai Be Misaal Hai Tere Ehsaan Be Shumaar Tere ..
  3. Dooor Hain Aap Se To Koi Ghum Nahi Dooor Reh Kar ..
  4. Beyond The Bounds Of Thought And Dream Circling The Vastly Void ..
  5. Compare Love And Friendship Love Friendship Blind Bright Mad Glad Alone ..
  6. A Man In US Saw A Dog About To Bite ..
  7. Our Lives Are All About The Choices We Make And The ..
  8. By Nature We Are At Peace By Behavior We Forget It ..
  9. Life Is A Reflection Of Intent Love Reflects Love Hate Reflects Hate ..
  10. Employee Sir You Are Like A LION In The Office What ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.