Haathon se gir gayi lakeer kahin,
bhool gaye hum apni taqdeer kahin,
agar tum ko mile kahin to uthaa lena,
mere hisse ki khushiyaan apne haathon mein sajaa lena.

61

Hindi |

mani_35_dard.jpg

Unhe fursat nahi humse do baat karne ki,
woh to apna jahaan basaaye baithe hain,
hum karte hain bahut koshish unke basaaye jahaan mein jaane ki,
par woh dil pe apne Busy lagaaye baithe hain..

90

Hindi |

Jaane kya zamaana mujhse chaahta hai,
mera dil tod kar mujhe hasaana chaahta hai,
jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se..
har shaks mujhe aazmaana chaahta hai.

40

Hindi |

थक चुके हम उनका इनतजार करते-करते
रोये हजार बार खुद से तकरार करते-करते
दो लफज मुहब्बत के उनकी जुबां से न निकले और
टूट गए हम एक तरफा प्यार करते-करते..

71

Hindi |

Ye bhi ek tamasha hai bazaar-e-ulfat me

Ai dost ,

Dil kisi ka hota hai aur bas kisika chalta hai

51

Urdu |

mani_36_dard.jpg

Vishwaas ban kar ke log zindagi mein aate hain,
khwaab banke aankhon mein samaa jaate hain,
pehle to yeh yakeen dilaate hain ke woh humaare hain,
fir na jaane kyon tanha chhod jaate hain.

80

Hindi |

Hazaaron dard-mand milte hain,
kaam ke log chand milte hain,
jab musibat aati hai to
sabke darwaaze band milte hain..

40

Hindi |

Khuli jo aankhein to manzar ajeeb tha,
dard tha magar woh dil ke kareeb tha,
jinhe hum dhoondte the aathon ki lakiron mein,
woh to kisi aur ka naseeb tha..

73

Hindi |

mani_39_sad.jpg

Bheed itni to nahi thi sheher ke bazaaron mein,
khone waale tu ne kuch deir to dhoonda hota..

30

Hindi |

Dilo se khelne ka hunar hame nahi aata
isliye ishq ki baazi hum haar gaye.
Meri zindagi se shaayad unhe pyaar tha
isliye mujhe zinda hi maar gaye.

52

Hindi |

Likho to paigaam kuch aisa likho ki,
kalam rone pe majboor ho jaaye..
har lafz mein dard bhar do itna ki,
padhne waala pyaar karne ko majboor ho jaaye.

234

Urdu |

dard-tree.jpg

Bichadte hue yaad de jaayenge,
khud sone se pehle tumko ek khwaab de jaayenge,
tumhe gila hai ki hum jawaab nahi dete..
saanson ke rukne se pehle har jawaab de jaayenge.

70

Hindi |

Recommended for You »

  1. Welcome To Sweet Dream Airlines All Passengers On Bed Be Ready As ..
  2. Teachers Open The Door You Enter By Yourself Chinese ..
  3. 120 Kg 80 Kg 40 Kg Sirf Aapke Sms Ke Intezaar Mein ..
  4. Ameer Hue To Itnay Ki Sab Kuch Unhi Per Luta ..
  5. Beyond The Bounds Of Thought And Dream Circling The Vastly Void ..
  6. I Think Your Eyes Are Tired Looking At This World Let ..
  7. If You Don T Know Rules Of Game Better Not Become Referee ..
  8. Saalon Baad Na Jaane Kya Samaa Hoga Hum Mein Se Na ..
  9. Attitude Reloaded There Are Only Two Uncommon Reasons For Us To Be ..
  10. Man Arrives As A Novice At Each Age Of His ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.