73जब भी चाहें एक नई सूरत बना लेते हैं लोग
- Vikas Umrao
एक चेहरे पर कई चेहरे सजा लेते हैं लोग
मिल भी लेते हैं गले से अपने मतलब के लिए
आ पड़े मुश्किल तो नज़रें भी चुरा लेते हैं लोग
है बजा उनकी शिकायत लेकिन इसका क्या इलाज
बिजलियाँ खुद अपने गुलशन पर गिरा लेते हैं लोग
हो खुशी भी उनको हासिल ये ज़रूरी तो नहीं
गम छुपाने के लिए भी मुस्कुरा लेते हैं लोग
ये भी देखा है कि जब आ जाये गैरत का मुकाम
अपनी सूली अपने काँधे पर उठा लेते हैं लोग....
Hindi |
80Mil kar bichadna dastoor hai zindagi ka,
ek yahi kissa mash-hoor hai zindagi ka,
beetey hue pal kabhi laut kar nahi aate..
yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
Hindi |
71Aapki har baat saroor kar jaati hai,
kuch na kuch dil ko jaroor kar jaati hai,
yeh humein bhi nahi kya hota hai..
par yaad karne ke liye majboor kar jaati hai.
Hindi |
54Na chaho itna humein,
chaahto se darr lagta hai,
na aao itna kareeb
ke judaai se darr lagta hai,
tumhaari wafaaon pe to bharosa hai magar
apne naseeb se darr lagta hai..
Hindi |
34Mohabbat mein laakhon zakhm khaae hain humne,
afsos unhe hum par aitbaar nahi,
mat poocho kya guzarti hai dil par
jab woh kehte hain humein tumse pyaar nahi.
Hindi |
61Na thi jisko mere pyaar ki kadar,
ittefaq se usi ko chaah rahaa tha main,
usi diye ne jalaaya mere haath ko..
jisko hawa se bachaa raha tha main.
Hindi |
73Khuli jo aankhein to manzar ajeeb tha,
dard tha magar woh dil ke kareeb tha,
jinhe hum dhoondte the aathon ki lakiron mein,
woh to kisi aur ka naseeb tha..
Hindi |
70Kisi se juda hona agar itna aasaan hota Faraz
to jism se rooh ko lene kabhi farishte na aate..
Urdu |
43Fursat kise hai roothne-manaane ki,
nigaahein badal gayi apne aur begaano ki,
aap na todna haath dosti ka,
warna tamanna na rahegi dost banaane ki..
Hindi |
144पलकों के किनारे हमने कभी भिगोए ही नही,
- Vikas Umrao
वो सोचते है हम उनकी याद में कभी 'रोए' ही नही !
वो हमसे पूछते है सपनों मे किसे देखते हो ?
उन्हें क्या पता, हम एक उम्र से सोए ही नही !!
Hindi |
65Sapno se dil lagaane ki aadat na rahi,
har waqt muskuraane ki aadat na rahi,
yeh soch kar ki koi manaane nahi aayega..
humein rooth jaane ki aadat na rahi.
Hindi |
74Ek dil mere dil ko zakhm de gayaa,
zindagi bhar jeene ki kasam de gayaa,
laakhon mein ek chuna humne jise..
woh kaanto se bhari chubhan de gayaa.
Hindi |
♥ Recommended for You »
- A Kiss Can Be A Comma A Question Mark Or An Exclamation ..
- Bolte Kutte Bhi Hain Aur Bolti Koyal Bhi Hai Fark Bas Itna ..
- One Day All People Of Earth Went To GOD And ..
- दो फैक्ट्री बंद कर के अहंकार में दिखा रहे थे ..
- Har Taraf Dhund Hai Jugnu Hai Na Charag Koi Kaun Pehchanega ..
- रात और दिन तुझे देखता ..
- Don’t Speak If It Doesn’t Improve On Silence ..
- Good Laws Have Sprung From Bad Customs ..
- Seene Mein Chupaye Rakhna Meri Yadon Ke Ujaale Na Jaane Kis ..
- Golden Sentences Of Life Don T Love The Cheatable Heart Don T Cheat The ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.