208Bak raha hun junoon mein kya kya
kuchh kuchh na samjhe Khuda kare koi..
Hindi |
35Jahan tera naqsh-e-qadam dekhte hain
Khyaaba khyaaba erum dekhte hain
Where impression of your presence, I see
Visions of heavens all around, I see
Tere sarv-qaamat say ik qadd-e-aadam
Qayamat ke fitne ko kam dekhte hain
Your beautiful tall stature makes even
The turmoil of the end of days look shorter, in my view
Tamasha ke aye mahv-e-aa-eena daari
Tujhe kis tamanna se hum dekhte hain
Amusing it is, that you are absorbed in your reflection
While, with such a longing, I see you
Bana kar faqeeron ka hum bhays Ghalib
Tamasha-e ahl-e-karam dekhte hain
In a begger's guise Ghalib
Spectacle of generocity, I see
Urdu |
309Nikle jo duniya ki bheed mein,
toh 'Ghalib' yeh jaana hai..
Har woh shaks udaas hai,
jisko Monday office jana hai.
Hindi |
130Jab ke tujh bin naheen koi maujood
phir yeh hungaamaa-e- khuda kya hai..
Urdu |
40Udhar woh bad-ghumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai
na poocha jaaye hai us-se, na bola jaaye hai mujhse..Details:
bad-ghumaanee - suspicion
naatavaanee - weakness
Urdu |
717Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justuju GHALIB,
Namaz Bhi Jaldi Main Parte Hain...
Phir Se Gunah Karne K Liye !
Urdu |
376Hui muddat ki Ghalib mar gaya par yaad aata hai,
woh har ek baat pe kehna ke yoon hota to kya hota..
Hindi |
589Ishq ne Ghalib nikamma kar diya
warna hum bhi aadmee the; kaam ke..
Hindi |
262Ye kambakht hichkiyan thamti kyun nahin;
Ye kis ke zehan mein aaker atak gaye hain hum.
Urdu |
161Ishrat-e qatra hai dariya mein fana ho jana
dard ka hudd se guzarna hai dawa ho jana..
Urdu |
208Bak raha hun junoon mein kya kya
kuchh kuchh na samjhe Khuda kare koi..
Hindi |
143बात कम कीजिए, ज़हानत को छुपाते रहिये
- Vikas Umrao
अजनबी शहर है यह, दोस्त बनाते रहिये
दुश्मनी लाख सही, ख़त्म न कीजिए रिश्ता
दिल मिले या न मिले हाथ मिलाते रहिये
ये तो चेहरे का फ़क़त अक्स है तस्वीर नहीं
इस पे कुछ रंग अभी और चढाते रहिये
गम है आवारा अकेले मैं भटक जाता है
जिस जगह रहिये वहां मिलते मिलाते रहिये
जाने कब चाँद बिखर जाए घने जंगल मैं
अपने घर के दर-ओ-दीवार सजाते रहिये !!!
Urdu |
♥ Recommended for You »
- Hazaaron Mushkilein Hain Doston Se Door Rehne Mein Magar Ek Faida ..
- Rizzaq E Do Jahan Ke Khazane Ko Kiya Hua Milta Hai Ghum Woh Bhi ..
- Tum Chaand Ho Jise Sab Yaad Karte Hain Humaari Kismat To ..
- Look Not For Refuge To Anyone Beside Yourself Heed Fast To ..
- It Is After A Hundred Battles That Heroes Are Produced ..
- Santa Ji Ki Nayi Car Ke Peeche Likha Tha Saawan Ko ..
- Mujhe Apni Chaadar Mein Is Tarah Dhaanp Lo Zameen Asmaan Kuch ..
- Jab Bhi Unki Gali Se Guzarte Hun Meri Aankhein Ek Dastak ..
- Maang Kabhi Ulfat Mein Jaan Bhi Humse Hum Teri Kisi Baat ..
- कातिल निगाहों में आँसू लगते नहीं अच्छे और बरसातों ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.