40A real story from Konni, Pathanamthitta, Kerala:
A BPL family got water connection. Everyone was happy . The tap never gave any water after initial testing but after 3-4 months a bill of Rs. 480/- came in June 2024. The poor widow lady went to the local water office to complain that she had received a water bill showing meter reading zero. She also told authorities that being a BPL family she was told that no water bill will come.
The officials told her that her connection is yet to be converted to BPL and thus she has to pay the bill. They told that the connection will be converted to BPL in January 2025. Further, they directed her to an engineer. The engineer confirmed that as the water tank is still under construction so no water has been supplied to her as reflected in zero meter reading.
The lady asked them that she wants to surrender the water connection to which the officials told her that then she needs to pay panchayat penalty for agreeing to a water connection and then surrendering it. They told her that they will temporarily disconnect the connection but in case the meter reading will reflect any usage then she will face water theft charges.
Har Ghar Jal or Har Ghar Bill?
#HarGharJal #JalJeevanMission #jalshaktiabhiyan #jalshakti
English |
40Agar rakh sako to ek nishaani hun main,
aur kho do to sirf ek kahaani hun main,
rok paaye na jisko yeh saari duniya ,
woh ek boond aankhon ka paani hun main..
Hindi |
11113Mithaa intezaar te intezaar naalon yaar mithaa,
mithaa pyaar te pyaar naalon mithi saadi yaari,
es ton mithaa kuch ni milnaa,
lab le tu duniyaa saari.
Punjabi
145Dukh dil ch lako ke,
hanjoo naina ch pro ke,
tere aan di udeek aisi layi baithe haan,
kar tu yakeen saanu bhul jaan waaliye,
asi tere pichche duniya bhulaai baithe haan.
Punjabi |
43Dard hota hai duniya ko dikhaane ke liye,
har koi rota nahi aansu bahaane ke liye,
roothne ka mazaa tab aataa hai..
jab aap jaisa dost ho manaane ke liye.
Hindi
70Is duniya mein dost kam milenge,
is duniya mein gham hi gham milenge,
jis mod par duniya nazar pher legi..
us mod par tumko hum hi hum milenge.
Hindi
140Duniya mein sirf 7 cheez famous hai,
bole to 7 wonders:
1. Apun
2. Apun ka dil
3. Apun ka style
4. Apun ka smile
5. Apun ka mobile
6. Apun ka sms
7. Aur apun ka dost
Bole to TUM!!
Hindi
10Kabhi mir toh kabhi ghaalib keh kar pukaara,
waah ri duniya toone mujhe naam ki chaahat mein duba kar maara..
kabhi peeth mein dhoke se to kabhi andhere mein,
waah ri duniya na kabhi toone saamne se maara..
kal tha bechaara to toone nashtar-e-lafzon se maara,
aaj hua aawaara to toone pathar-ro se maara..
waah ri duniya ..waah ri duniya ..
Urdu
50Jazbaat-e- ishq naakaam na hone denge,
dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
uss pyaar ka har ilzaam apne sar par le lenge..
par hum apni jaan ko badnaam na hone denge.
Urdu |
81Kaanta na hota to phool ki hifaazat na hoti,
andhera na hota to roshni ki zaroorat na hoti,
agar mil jaati har khushi duniya mein..
to dil ki mulaqaat dard se na hoti.
Urdu |
40Har ek jazbaat ko zubaan nahi milti,
har nek aarzoo ko dua nahi milti,
muskaan sajaaye rakho to duniya hai saath..
aansu ko to aankh mein bhi panaah nahi milti.
Urdu |
04Pyaar ke rang se bharo pichkaari,
sneh ke rang se rang do duniya saari,
ye rang na jaane koi jaat na koi boli..
aapko advance meni mubaarak ho happy holi .
Hindi
31Sharaarat na hoti..shikaayat na hoti,
naino mein kisi ke nazaakat na hoti,
na hoti beqaraari..na hote hum tanha,
jo jahaan mein kambakht yeh mohabbat na hoti..
na hote yeh sapne..yeh khawaabon ki duniya ,
kisi ko chaahat ki tamanna na hoti,
na zulfon ki chaaon..na phoolon ki khushboo,
yaadon mein unki yeh raatein na kat-ti,
jo na hoti mohabbat to yeh aansu na hote,
dil bhi na khota..aaj tanha na rota,
deewano si apni yeh haalat na hoti,
jo jahaan mein kambakht yeh mohabbat na hoti..
Hindi |
62Kitne haseen hai aap,
khud ko duniya ki nazar se bachaaya karo,
aankhon mein kaajal lagaana kaafi nahi hai,
gale mein neemboo-mirch bhi latkaayaa karo.
Hindi
50Ek dost jise duniya mein khuda maante hain,
jiske liye khuda se dua maangte hain,
khuda bhi khafaa hai humse
aap jaisa dost who bhi chaahte hain.
Hindi
62Ek din jab hum duniya se chale jaayenge,
mat sochna aapko bhool jaayenge,
bas ek baar aasmaan ki taraf dekh lena,
mere sms sitaaron par likhe nazar aayenge.
Hindi
10Sapno ki duniya aur apno ka pyaar ,
gaalo pe gulaal aur pichkaari ki bouchaar,
sukh samridhi aur safalta ka saath,
mubaarak ho aapko rango ka tyohaar.
Happy Holi ..
Hindi
134Woh mazaa na red label mein, na taj mein,
na poori duniya ke raj mein,
na sur mein, na saaz mein,
na kuber ke khazaane mein,
jo mazaa hai subha uth-kar
fir se so jaane mein.
Hindi |
264Agar duniya mein mehnat ki hi Qadar hoti
to Gadha sab se zyaada izzat-daar hota..
Hindi
34Shaabji Anthem: Shuno gaur se duniya waalo,
chaahe kitne mehal bana lo,
uske aage garden bana lo,
uske aage gate laga lo,
gate ke aage honge hum shaabji..o o o o o shaabji..
Hindi
123Subha-subha ki pehli sunheri kiran
mere upar aai aur mere kaan mein dhime se bol gai..
Utthh jaa, duniya ko tang karne ka time ho gaya hai..
Hindi |
70Tu mera sapna mera armaan hai,
shaayad tu apni ahmiyat se anjan hai,
mujhse kabhi rooth kar mat jaana aap,
kyunki meri duniya aap ke bina viraan hai..
Hindi
203Kuch patthron mein phool khil jaate hain,
kuch anjaane bhi apne ban jaate hain,
is kaatil duniya mein kuch laashon ko kafan naseeb nahi hota,
to kuch laashon par Taj Mahal ban jaate hain..
Hindi
♥ Recommended for You »
- Flowers Blossom Even In Forest Where There Is Nobody To Admire ..
- Kuch Sochun To Tera Khayaal Aa Jaata Hai Kuch Bolun To ..
- Raat Nahi Khwaab Badalta Hai Manzil Nahi Kaarvaan Badalta Hai Jazba Arkho ..
- तालीम अधूरी ही रही ना बुत्त जान पाये हाफ़िज़ ने ..
- Threads Of Rakhi Unite Together Memories To Make This Day A ..
- Man Masters Nature Not By Force But By Understanding Jacob ..
- Jave Mushk Baetaraz Yak Tau Daegil Kam Awaaz Hargiz Nadini Khazal ..
- The True Men Of Old Slept Without Dreams And Waked Up ..
- Teacher How Many Juice Tetra Packs Can You Buy In ..
- Being Born Is A Death Sentence ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.