Jab bhi unki gali se guzarte hun,
meri aankhein ek dastak de deti hain,
dukh yeh nahi, woh darwaza band kar dete hain,
khushi yeh hai, woh mujhe ab bhi pehchaan lete hain..

31

Hindi |

mani_35_dard.jpg

Sapno se dil lagaane ki aadat na rahi,
har waqt muskuraane ki aadat na rahi,
yeh soch kar ki koi manaane nahi aayega..
humein rooth jaane ki aadat na rahi.

65

Hindi |

Jab-jab unse milne ki umeed nazar aai,
mere pairon mein zanjeer nazar aai,
gir pade aansu aankho se,
har aansu mein teri tasveer nazar aai.

20

Hindi |

Be-rokke aaunde hawa de bulle ne,
teri udeek wich palkaan de boohe vi khulle ne,
paer saambh-saambh ke rakhin kitte phij na jaan,
thaan-thaan te mere hanju dulle ne.

81

Punjabi |

Agar rakh sako to ek nishaani hun main,
aur kho do to sirf ek kahaani hun main,
rok paaye na jisko yeh saari duniya ,
woh ek boond aankhon ka paani hun main..

40

Hindi |

mani_36_dard.jpg

Na karta shikayat zamane se koi,
agar maan jata manane se koi,
kisi ko kyun yaad karta hai koi,
agar bhool jata hai bhulane se koi..

30

Hindi |

Bete hue lamho ko jab bhi yaad kiya humne,
gardish-e- waqt ko ru-ba-ru har baar kiya humne,
ek zakhm ubharta hai is dil mein,
jab jaam ka honto se ehtraam kiya humne.
Dooor hokar bhi tum aa jaate ho nazar ke saamne,
in palko ko jab bhi sangsaar kiya humne,
ae dost hum bhi ho chuke is ishq mein ghaayal,
aur apni zindagi ko barbaad kiya humne..

20

Urdu |

mani_39_sad.jpg

Haathon se gir gayi lakeer kahin,
bhool gaye hum apni taqdeer kahin,
agar tum ko mile kahin to uthaa lena,
mere hisse ki khushiyaan apne haathon mein sajaa lena.

61

Hindi |

कितनी झूठी होती हैं, मुहब्बत की कसमें देखो
तुम भी जिंदा हो और मैं भी ..

71

Hindi |

तुमने भी हमें बस एक दिए की तरह समझा था,
रात गहरी हुई तो जला दिया सुबह हुई तो बुझा दिया..

72

Hindi |

dard-tree.jpg

मुझे मौत के आगोश से ना बुलाना हमदम
जहन्नुम में जो भी हो तेरी याद नहीं होगी ..

Details:
Don't call me back after I die
i will be fine even in hell as your memories won't be there.

20

Hindi |

Recommended for You »

  1. Aasmaan Ke Taare Aksar Poochte Hain Humse Kya Tumhe Aaj Bhi ..
  2. Meri Zindagi Ke Is Mod Pe Ye Kaisa Waqt Aaya ..
  3. As Long As We Have Memories Yesterday Remains; As Long As ..
  4. Ignorance Is The Curse Of God; Knowledge Is The Wing Wherewith We ..
  5. Na Bas Me Zindagi Iske Na Maut Par Kabu Iska Insaan ..
  6. At The End All Things Are OK If Not OK Then ..
  7. When We Were Kids We Couldn T Wait To Grow Up ..
  8. Ye Bhi Ek Tamasha Hai Bazaar E Ulfat Me Ai Dost Dil Kisi Ka ..
  9. Santa Hello Apollo Hospital My Friend Banta Has Got An ..
  10. Faisle Chand Mujhe Aise Bhi Lene Honge Jinse Tum Ittefaq Na ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.