Mera us shehr-e-Adawat mein Basera hai Faraz
Jahaan Charas to mil jati hai magar Cheeni nahi milti..

32

Urdu |

mani_46_shayari.jpg

Halaat mere mujhse na maaloom kijiye,
muddat hui hai mujhse mera wasta nahi..

10

Urdu |

Har mor pe mil jate hain hamdard hazaron
shaayed ke meri basti mein adakaar buhat hain..

121

Urdu |

Bujh chuke chiraag dairo haram ke,
Dil jalaao ki roshni kam hai..

10

Urdu |

Aap bharam he sahi baat to kar lein humse
kuch na kehne se mohabbat ka gumaan hota hai..

10

Urdu |

mani_47_shayari.jpg

Aakhir zindagi ne bhi aaj pooch liya mujh se
Kahan hai woh shakhs jo tujhe mujh se bhi azeez tha..

11

Urdu |

हवा के साथ उड़ गये घर परिंदे का,
कैसे बना था घोसला वो तूफान क्या जाने..

- Ali

20

Hindi |

Ye toh nahi kay gham nahi
Haan magar aankh num nahi

Khushiyon ka dukaan-daar ye bola
Zinda ho, ye kiya kam nahi..?

41

Urdu |

Raqs karta tha bagulon se galey mil mil kar
eid sehra mein manai tere deewane ne..

20

Urdu |

झूठ वाले कहीं से कहीं बढ़ गये
और मैं था कि सच बोलता रह गया ।
– वसीम बरेलवी

22

Hindi |

हालात ये कहते हैं के ज़माने के साथ चल
आसार ये हैं के क़यामत करीब है ..

42

Hindi |

shayari.jpg

Hum nahi ae baad-e-saba teri karam ke mohtaaj
hum to khushbu hain bikharne ka hunar rakhte hain..

20

Urdu |

Recommended for You »

  1. Har Pal Har Waqt Har Din Har Lamha Har Aahat Har Ehsaas Aur Dil Ki ..
  2. It Is Only With The Heart That One Can See ..
  3. Woh Bachpan Ki Amiri Na Jaane Kaha Kho Gayi Jab Paani ..
  4. He Teaches Ill That Teaches All ..
  5. Kadam Kadam Par Bahaaron Ne Saath Chhoda Zaroorat Padne Par Yaaron Ne ..
  6. A Man Without A Smiling Face Must Not Open A ..
  7. When You Lose Don T Lose The Lesson Dalai Lama ..
  8. Gul Khila To Gulzaar Mehka Teri Yaad Se Aalam E Arwah Mehka Jaante Hain ..
  9. Woh Ek Dost Jo Khuda Sa Lagta Hai Bahut Paas Hai ..
  10. When An Ordinary Man Gains Knowledge He Is A Sage When A ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.