Aankhon mein armaan diya karte hain,
hum logo ki neende chura liya karte hain,
ab se jab-jab aapki palkein jhukengi,
samajh lena hum tab-tab tumhe yaad kiya karte hain..

50

Hindi

mani_26_missingyou.jpg

Mil jaati hai kitno ko khushi ,
mit jaate hain kitno ke ghum,
messages isliye bhejte rehte hain hum,
ki dooor reh kar bhi na ho apno ki muskaan kam..

101

Hindi

मोहब्बत ऐसी थी की उनको सिखाई न गयी
चोट दिल पे थी इसलिए दिखाई न गयी
चाहते नहीं थे उनसे दूर होना
पर दूरियां इतनी थी की मिटाई न गयी..

2013

Hindi |

उन्हें तो फुरसत नहीं मिलने की हमसे
और हमारा वक़्त गुज़रता है उनकी फ़रि याद करके
अगर आए वो मेरी मौत पर तो कहना
अभी - अभी सोया है तुम्हे याद करके ..

Unhe to fursat nahi milne ki humse
aur humaara waqt guzarta hai unki fariyaad karke
agar aaye woh meri maut per to kehna
abhi-abhi soye hain tumhe yaad karke..

162

Hindi |

miss.jpg

Karoge yaad ek din is dosti ke zamaane ko,
chale jaayenge jab hum kabhi na waapis aane ko.
Chalega mehfil mein zikr humara,
to tum bhi dhoondoge tanhai do aansu bahaane ko..

53

Hindi

Jane ka bahana na bana dena
jane ki wajah bata dena
khud chale jayenge aapki zindagi se
par jahan aapki yaad na aaye woh jagah bata dena..

100

Hindi |

Bachpan ki woh amiri na jane kaha kho gayi...
warna kabhi, barish ke pani mein
hamare bhi jahaaz chala karte the...

102

Hindi |

Khije khije rehte ho kyun dhiyan kiska hai
zara batao to yeh imtihan kiska hai
humein bhula do magar yeh to yaad hi hoga
nayi sadak pe purana makan kiska hai..

- Dhingraj Satnami

131

Hindi |

Na koi aaya hai na koi aaya hoga
hawa ne dheere se teri julfon ko udaya hoga
ye jo hill rahi hain tumhare ghar ki khidkiyan
zaroor meri yaadon ne hilaya hoga..

- Azad
53

Hindi |

Aankhon mein rehne waalon ko yaad nahi karte,
dil mein rehne waalon ki baat nahi karte,
humaari to rooh mein bas gaye ho aap,
tabhi to milne ki fariyaad nahi karte.

140

Hindi

Paane se khone ka mazaa aur hai,
band aankhon mein rone ka mazaa aur hai,
askq bane lafz aur lafz ghazal..
aur us ghazal mein tere hone ka mazaa aur hai.

91

Urdu

Recommended for You »

  1. For The Present Is The Point At Which Time Touches ..
  2. We Always Hold Hands If I Let Go She Shops ..
  3. Khushi Se Dil Ko Aabaad Karna Har Gham Ko Dil Se ..
  4. बिन बुलाए आ जाते थे गाँव में रोज़ मिलने ये परिंदे ..
  5. तीर हमारे नाम के ले कर अवाम शहर ओ तमाम घुमते हैं ..
  6. Kid To His Mom Mamma Main Kaise Paida Hua ? Mom Maine ..
  7. Tu Nahi To Zindagi Mein Kya Reh Jaayega Dooor Tak Tanhaayion ..
  8. Har Insaan Ki Alag Pehchaan Hoti Hai Humaare Sms Ki Alag ..
  9. Jahaa Dayaa Tahaa Dharm Hai Jahaa Jhooth Tahaa Paap Jahaa Lobh ..
  10. Woh Ajnabi Hai Jaane Kab Chor De Hawa Ka Kiya Pata ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.