70Sehmi-sehmi nigaahon mein khwaab hum jagaa denge,
sooni-sooni raahon mein phool hum khila denge,
aap humaare saath muskura kar to dekho..
hum saare gham bhula denge.
Hindi |
11तेरी आंखो कि तरह गहरा था ज़ख्म
भरने में बहुत देर लगी ..
Hindi |
31Jab bhi unki gali se guzarte hun,
meri aankhein ek dastak de deti hain,
dukh yeh nahi, woh darwaza band kar dete hain,
khushi yeh hai, woh mujhe ab bhi pehchaan lete hain..
Hindi |
32Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain
rasta roke khadi hai yahee uljhan kab se
koi poochhe to kahien kya ki kidhar jaate hain
narm alphaz, bhali baatein, muhajjab lehze [polite]
pehli baarish mein hi ye rang utar jaate hain
us dariche mein bhi ab koi nahi aur ham bhi [khidki]
sar jhukaye huye chup-chap guzar jaate hain..
Urdu |
02अफ़सरों की मुरव्वत और
3 बलि के बकरे हो गए
तेरी तफ़तीश-ए-अख़्लाक़ के
तो हम क़ायल हो गए ..
#OdishaTrainEnquiry
Urdu |
71Jaane kitne hi dukh
dafna chuka hun iss dil mein,
ab to lagta hai jaise
khud ek kabristan hun main..
Hindi |
70Mujhe dard-e- ishq ka mazaa maloom hai.
dard-e-dil ki intehaa maloom hai,
mujhe muskuraane ki dua na do yaaro,
mujhe pal bhar muskuraane ki sazaa maloom hai.
Urdu |
81Kaanta na hota to phool ki hifaazat na hoti,
andhera na hota to roshni ki zaroorat na hoti,
agar mil jaati har khushi duniya mein..
to dil ki mulaqaat dard se na hoti.
Urdu |
50Waqt ke panne palatkar
fir woh haseen lamhe
jeene ko dil chaahta hai,
kabhi muskuraaya karte the sab dost milkar..
unhe saath dekhne ko aaj dil taras jaata hai.
Hindi |
72तुमने भी हमें बस एक दिए की तरह समझा था,
रात गहरी हुई तो जला दिया सुबह हुई तो बुझा दिया..
Hindi |
92Bheegi hui aankhon ka yeh manzar na milega,
moti yeh kisi seep ke andar na milega,
aansu ko kabhi os ka katra na samajhna,
aisa tumhe chaahat ka samander na milega..
Hindi |
90Tu nahi to zindagi mein kya reh jaayega,
dooor tak tanhaayion ka silsila reh jaayega,
har kadam par saath chalna yaar,
warna tera yeh dost tanha reh jaayega.
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Yeh Chaand Bhi Dekho Kya Ajeeb Sitam Dhaata Hai Bachpan Mein ..
- I Cultivate In My Soldiers The Courage Of Dying Without Killing I ..
- A Balanced Diet Is Chocolate In Both Hands ..
- He Who Speaks Sows; He Who Listens Reaps Argnetine Proverb ..
- Policeman Sir How Did You Come To Have This Accident? Motorist ..
- Pick A Chrysanthemum Near A Fence And Enjoy The Mountain In ..
- इन दूरियों को मिटाने की जुस्तजू ना कर इक और जुदाई ..
- दिवाली मनाएँ मगर सावधानी से क्योंकि कुछ पटाखे और बम ..
- Khubsurat Hain Woh Lab Jinse Dusro Ke Liye Dua Nikalti Hai ..
- Zamaane Ki Har Jannat Aapke Liye Hogi Ye Aasmaa Ye Zameen ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.