110Ae dil tu mohabbat karta kyon hai,
jo karta hai to phir tadapta kyon hai,
main dhadkan hun uski kehta tha mujhse,
phir aaj uska dil mere bina dhadakta kyon hai.
Hindi |
60Bahut kam hain zamaane mein log aise,
chaahat ki jinhe pehchaan hoti hai,
soch lena kisi pe mar mitne se pehle ki..
lutaane ke liye ek hi jaan hoti hai.
Hindi |
00मैं चुपके से टूट गया
गिरता तो शोर होता ।
Hindi |
110Log har manzil ko mushkil samajhte hain,
- Manju Arya
hum har mushkil ko manzil samajhte hain.
Bada fark hai log aur humaare nazarie mein,
log dil ko dard aur hum dard ko dil samajhte hain..
Hindi |
00..Aye Rizwan..
- Rizwan
Dekha ayina to uska aksh nazar aya
Ghumai nazrein toh woh mere rubaru aya
Uski baatein suni to kaano ko sukoon
Dil ko karara aya
Par kya faida in baaton ka
Mera pyaar uske liye रेत jaisa tha
mutthi bandhi to kuch haat na aaya..
Hindi |
01Why does life keep teaching me lessons..
i have no desire to learn..
English |
91ishq dariya hai jiska saahil nahi hota,
har dil mohabbat ke kaabil nahi hota,
rota woh bhi hai jo dooba ishq ke saagar mein,
aur rota woh bhi hai jise ishq haasil nahi hota.
Urdu |
60Suna hai woh jaate hue keh gaye,
ki ab to hum sirf tumhaare khawaabon mein aayenge,
koi keh de unse ki woh waadaa kar lein..
hum umar bhar ke liye so jaayenge.
Hindi |
50Jab bhi dil ko lagaya hai
- Braj Mohan
Har bar dhoka khaya hai
Jo bhi aata hai yahan apna ban jata hai
Khelta hai dil ke sath fir akela chhod jata hai
Paas reh jaati hai tanhai meri
Dil tadap ke reh jata hai
Log poochhte hain ki hua kya
Unhe dil ka dard sunaayein kaise
Kiya tha pyaar jise jaan se bhi zyaada
Use bevafa batayein kaise..
Hindi |
11Kadam-kadam par bahaaron ne saath chhoda,
zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
vaade kiye sitaaron ne saath dene ke,
lekin subha hone par sitaaron ne bhi saath chhoda.
Hindi |
70कट गया पेड़ मगर ताल्लुक की बात थी,
बैठे रहे ज़मीन पर वो परिंदे रात भर ..
Hindi |
82Kis raah par jana hai ye kaun janta hai,
kis manzil ko pana hai ye kaun janta hai,
khushi ke do pal milte hain to ji bhar ke jee lo,
kab rooth jaye khud se zindagi ye kaun janta hai..
Hindi |
♥ Recommended for You »
- Police Caught Santa And Banta For Drinking In Public Place Inspector ..
- Problems And Difficulties Are Just Like A Washing Machine It Twist ..
- Kaise Likhoge Mohabbat Ki Kitab Tum To Karne Lage Pal Pal Ka ..
- If You Are In Love Make The Best Of It Don T Doubt ..
- Jab Bhi Dil Ko Lagaya Hai Har Bar Dhoka Khaya Hai Jo ..
- ज़िन्दगी तो सिर्फ अपने दम पर जी जाती है दूसरो के ..
- Increase In Patience Level With Age Is One Sign Of Wisdom ..
- One Day James Bond Goes To Buy A Pan The ..
- If You Lose Money At The Horse Races It Doesn T Mean ..
- Life Is Like Riding A Bicycle To Keep Your Balance You ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.