Kudrat ke karishmo mein agar raat na hoti,
khawaabo mein bhi unse mulaqat na hoti,
yeh dil har gham ki wajah hai..
yeh dil hi na hota to koi baat na hoti.

60

Hindi |

mani_35_dard.jpg

Bahut ajeeb hain yeh bandishen mohabbat ki,
Na us ne qaid me rakha, na hum farar hue.

60

Urdu |

कट गया पेड़ मगर ताल्लुक की बात थी,
बैठे रहे ज़मीन पर वो परिंदे रात भर ..

70

Hindi |

Pyar jitna purana hota hai
muskil use utna bhulana hota hai..

30

Hindi |

Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain

rasta roke khadi hai yahee uljhan kab se
koi poochhe to kahien kya ki kidhar jaate hain

narm alphaz, bhali baatein, muhajjab lehze [polite]
pehli baarish mein hi ye rang utar jaate hain

us dariche mein bhi ab koi nahi aur ham bhi [khidki]
sar jhukaye huye chup-chap guzar jaate hain..

32

Urdu |

mani_36_dard.jpg

Agar rakh sako to ek nishaani hun main,
aur kho do to sirf ek kahaani hun main,
rok paaye na jisko yeh saari duniya ,
woh ek boond aankhon ka paani hun main..

40

Hindi |

मैं चुपके से टूट गया
गिरता तो शोर होता ।

00

Hindi |

Woh nadi nahi thi aansu the mere,
jis mein who kashti chalaate rahe,
manzil mile unhe yeh dua thi meri,
isliye hum aansu bahaate rahe.

91

Hindi |

mani_39_sad.jpg

Jab-jab unse milne ki umeed nazar aai,
mere pairon mein zanjeer nazar aai,
gir pade aansu aankho se,
har aansu mein teri tasveer nazar aai.

20

Hindi |

झूम-झूम कर मैं भी गाता
वफ़ा का हमारी अगर कोई सिला दे देता ..

10

Hindi |

Dil ko aata hai jab khayaal unka,
tasveer se poochte hain phir haal unka,
woh kabhi humse poocha karte the ki judaai kya hai..
aaj samajh mein aaya sawaal unka.

80

Hindi |

dard-tree.jpg

जब भी चाहें एक नई सूरत बना लेते हैं लोग
एक चेहरे पर कई चेहरे सजा लेते हैं लोग

मिल भी लेते हैं गले से अपने मतलब के लिए
आ पड़े मुश्किल तो नज़रें भी चुरा लेते हैं लोग

है बजा उनकी शिकायत लेकिन इसका क्या इलाज
बिजलियाँ खुद अपने गुलशन पर गिरा लेते हैं लोग

हो खुशी भी उनको हासिल ये ज़रूरी तो नहीं
गम छुपाने के लिए भी मुस्कुरा लेते हैं लोग

ये भी देखा है कि जब आ जाये गैरत का मुकाम
अपनी सूली अपने काँधे पर उठा लेते हैं लोग....

- Vikas Umrao
73

Hindi |

Recommended for You »

  1. Rango Ke Tyohar Mein Sabhi Rango Ki Ho Bharmar Dher Saari ..
  2. Santa Ki Girlfrnd Romantic Mood Me Aaj Mere Ghar Koi Nahi ..
  3. Meri Khwaaishein Bhi Kuch Ajeeb Si Hain Woh Mujhse Nafrat To ..
  4. A Fool Is Ever Laughing ..
  5. Ever Since I Met U I Learnt A Lot Of Things ..
  6. A Naughty Kid Was Sitting On The Toilet But Potty ..
  7. Na Ho Udaas Woh Tujh Se Agar Nahi Milta Yahaan Kisi ..
  8. Aapko Bhool Jaaun Naamumkin Si Baat Hai Aapko Na Ho Yakeen ..
  9. Office से सबसे Late निकलते साहब से चौकीदार पूछता है ..
  10. Pathan Moulvi Sahab Wazu Ke Baghair Namaz Ho Jaati ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.