बहुत जल्दी सीख लेते हैं ज़िंदगी का सबक
गरीबों के बच्चे बात-बात पर ज़िद नही करते..

31

Hindi |

mani_46_shayari.jpg

Ye nashist kya hai raah mein, terey zauq-e- ishq ko kya huwa
abhi chand kaantey chubhey nahi ke sab iraadey badal gaye..

41

Urdu |

Mujrim nahi fir bhi sazaa-yaafta hun
is shehar mein gunaahgaar koi aur bhi hai..

10

Urdu |

Kiya sada dilee hai keh giriftaar-e- mohabbat
Karte hain qafas main par-o-parwaaz ki baatein..

00

Urdu |

mani_47_shayari.jpg

Jalaa woh aag mohabbat ki mere seene mein
khayyal gaer ka aaye to khaak ho jaayein..

20

Urdu |

Zakham itne gehre hain izhaar kya karein
hum khud nishana ban gaye hain waar kya karein
mar gaye hum magar khuli rahi aankhein
ab is se zyada unka intezaar kya karein..

30

Urdu |

Koi ye Faraz poochhe yeh junoon nahi to kiya hai
Ke usi ke ho ke reh gaye jo na ho saka humara..

20

Urdu |

Ye toh nahi kay gham nahi
Haan magar aankh num nahi

Khushiyon ka dukaan-daar ye bola
Zinda ho, ye kiya kam nahi..?

41

Urdu |

Mohabaat mukkadar hai ek khwab nahi
yeh wo adaa hai jis mein sab kaam-yaab nahi
jinhe panaah mili ungliyo pe gin lo unhe
jo katal hue unka kuch hisaab nahi..

20

Urdu |

Kabhi yak bayak tawajjo, kabhi dafatan taghaaful
mujhe aazma raha hai, koi rukh badal-badal ke..

80

Urdu |

shayari.jpg

Takhallus hi kaafi hone chahiye
qabiliyat ka jaiza karne ke liye…. Sheikh Amirullah Tasleem Lakhnavi

10

Urdu |

Recommended for You »

  1. Ghaav Itne Gehre Hain Bayaan Kya Karein Hum Khud Nishana Ban ..
  2. Ghum Ke Saagar Mein Kabhi Dooob Na Jana Raahon Pe Chalke ..
  3. तेरी तारीफ़ करूँ जितनी उतनी ही काम है पटाखा कहना गलत होगा तू ..
  4. Ek Rose ; ; <@ Un Dosto Ke Liye Jo Milte Nahi Roz Roz Magar Yaad Aate Hain Har Roz ..
  5. Shinaakht Dhadkane Rukne Ka Dum Nahi Bharti Har Raat Ke ..
  6. Santa Yaar Main Tainu Kinni Baar Ph Kitta Par Tu Phone ..
  7. Badalna Nahi Aata Humein Mausam Ki Tarah Har Rut Mein Unka ..
  8. Na Gila Hai Koi Halat Se Na Shikayat Kisi Ki Zaat ..
  9. Kya Bat Hai Aaj To Rangeen Ho Kaun Se Colour ..
  10. With Gleam Of Diyas And The Echo Of The Chants May ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.