83Hum kahaan ke daanaa the? kis hunar mein yaktaa the?
be_sabab huaa Ghalib dushman aasmaan apna..Details:
daanaa - wise/learned
yaktaa - unique
Urdu |
71Hue hain paanv hee pehle nabard-e- ishq mein zakhmee
na bhaaga jaaye hai mujhse, na thehra jaaye hai mujhse..Details:
nabard-e-ishaq - struggle in love
Urdu |
707Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justuju GHALIB,
Namaz Bhi Jaldi Main Parte Hain...
Phir Se Gunah Karne K Liye !
Urdu |
858Kuch iss tarah maine
- Vikas Umrao
Zindagi ko aasan kar liya
Kisi se maafi maag li
Kisi ko maaf kar diya - Mirza Ghalib
Hindi |
579Ishq ne Ghalib nikamma kar diya
warna hum bhi aadmee the; kaam ke..
Hindi |
163Jab ki tujh bin nahi koi maujuud,
phir ye hungaamaa, ae khudaa kya hai..
- Mirza Ghalib
Hindi |
309Nikle jo duniya ki bheed mein,
toh 'Ghalib' yeh jaana hai..
Har woh shaks udaas hai,
jisko Monday office jana hai.
Hindi |
185Humko to duniya mein koi bewafa na mila,
- Vikas Umrao
kami jo paayi to apni mohabbat mein paayi..
- Ghalib
Hindi |
40Udhar woh bad-ghumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai
na poocha jaaye hai us-se, na bola jaaye hai mujhse..Details:
bad-ghumaanee - suspicion
naatavaanee - weakness
Urdu |
130Jab ke tujh bin naheen koi maujood
phir yeh hungaamaa-e- khuda kya hai..
Urdu |
177Dard minnat kashe-dawa na hua
main na acha hua, bura na hua..
Hindi |
252Ye kambakht hichkiyan thamti kyun nahin;
Ye kis ke zehan mein aaker atak gaye hain hum.
Urdu |
♥ Recommended for You »
- Nasha Pila Ke Giraana To Sab Ko Aata Hai Mazaa To ..
- ਉੜਤੇ ਹੁਏ ਪਰਿੰਦ ਕੀ ਪਰਵਾਜ਼ ਕੀ ਤਲਾਸ਼ ਹੈ ਗੁਮ ਹੋ ਚੁਕੀ ..
- Chalo So Jaate Hain Ab Phir Kisi Sach Ki Talaash ..
- Aapko Bhool Jaaun Naamumkin Si Baat Hai Aapko Na Ho Yakeen ..
- Santa And Banta Started Off One Day For Lion Hunting They ..
- Lucknow Me 2 Bache Ladh Rahe The 1st Dekhiye Ager ..
- Man In God S Shop Lord What Do You Sell? God Whatever ..
- Na Dekh Asmaan Ko Itni Hasrat Se Wasay Woh Sitaara Toot ..
- The Biggest Mistake By Human Beings Listening Half Understanding Quarter Telling ..
- The Sweetest Flesh Is Near The Bones ..
लाल बूढ़क्की छू..
anagram quiz
About Us
Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.
The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..
What's more
Quality Improvement Initiative
On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.
You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.