कब की पत्थर हो चुकी थीं, मुंतज़िर आँखें मगर
छू के जब देखा तो मेरे हाथ गीले हो गए ..
- शाहिद कबीर

00

Hindi |

mani_46_shayari.jpg

Yeh raaste bhi ajeeb hote hain
bas apne apne naseeb hote hain
rehte hain jo nighahon se door
woh hi dil ke bahut kareeb hote hain..

40

Urdu |

बंदा परवर मैं वो बंदा हूँ के बहर-ए-ज़िन्दगी,
जिसके आगे सर झुका दूंगा खुदा हो जाएगा..
- आज़ाद अंसारी

10

Urdu |

Doobne ko laazame nahi ho koi tondie toofan
ek halki mauj bhi dabo deti hae safeene aksar..

00

Urdu |

Roz-e-eid gulaab chehron mein usko talash karta hoon
main apne aap se yeh sawaal karta hoon
woh ek shakhs jiska saath tha lamhe bhar ke liye
main uske waastey kyun dil udaas karta hoon..

22

Urdu |

mani_47_shayari.jpg

Jab Yaad Aati Hai Tumhari Muskura Lete Hain
Kuch Pal Ke Liye Har Gham Bhula Dete Hain
Kaise Bheeg Sakti Hain Aapki Palkein
Aap Ke Hisse Ke Aansu To Hum Baha Letey Hain..

40

Urdu |

Tere ashkon mein dhal ke aaonga
ab main soorat badal ke aaonga
dekhti rahogi rasto par tum
aur main badal pe chal ke aaonga..

02

Urdu |

Tujh se lafzon ka nahi rooh ka rishta hai mera
tu meri saanson mein tehleel hai khushbu ki tarah..

10

Urdu |

Nikalna khuld se Adam ka sunte aaye the lekin
Bade beabru hokar tere kuche se ham nikle.. - Mirza Asadullah Khan Ghalib

30

Urdu |

Teri mehfil se uthe the kisi ko khabar na thi
bas tera mud-mud ke dekhna humein badnaam kar gaya..

90

Hindi |

Kati hai raat to hungama-gustari mein teri,
seher kareeb hai allah ka naam le saaki.. - Iqbal

Details:
hungama-gustar means carpets of noise.
seher means morning.

00

Urdu |

shayari.jpg

सच्चे प्यार का अब, फ़साना नहीं रहा,
शमा में जल गया, परवाना नहीं रहा
शायरी रूह तक पहुचे, तो कैसे पहुचे
अब मीर और ग़ालिब का, ज़माना नहीं रहा..
सियासत और हवस ने, पूरा शहर खोद डाला
अब ज़मीं के नीचे छिपा हुआ, खज़ाना नहीं रहा..
सच और नेकी की राह में, ये मोड़ भी आया
खाने को रोटी और रहने का, ठिकाना नहीं रहा..
इश्क उनसे हुआ तो, हम जीते जी मर गए,
अब मौत के आने का, बहाना नही रहा..
- कवि प्रभात "परवाना"

40

Hindi |

Recommended for You »

  1. Don T Cry Because You Are Leaving Smile Because You Were There ..
  2. Being Born Is A Death Sentence ..
  3. पल पल सांसें खत्म हो रही हैं ज़िन्दगी मौत के ..
  4. Aadatan Tum Ne Kar Diye Vaade Aadatan Ham Ne Aitabaar Kiyaa Terii ..
  5. Khuda Nahi Chaahiye Ram Nahi Chaahiye Nazar Mein Khauf Zubaan Zeher Nahi ..
  6. Suna Hai Ki Pramod Mahajan Ke Bhai Ne Usko Goli Maar ..
  7. Santa Ne Apni Nayi Girlfriend K Kandhe Pe 1st Time Hath ..
  8. Paani Mein Tairna Machchli Ka Style Hawa Mein Udna Panchi Ka ..
  9. Yun Na Mil Mujhse Khafa Ho Jaise Saath Chal Mauj E Darya Ho ..
  10. Seene Mein Dil Dil Mein Dard Dard Mein Yakin Yakin Mein Khayal Khayal Mein ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.