Koi chiraag jalaata hai deewane ke liye,
koi chiraag jalaata hai parwaane ke liye,
hum chiraag jalaate hain unke liye
jo humein bhulaaye baithe hain kisi begaane ke liye.

51

Hindi |

mani_35_dard.jpg

Kaash kushiyon ki koi dukaan hoti,
humaari us-se pehchaan hoti,
bhar dete aapka daaman khushiyon se..
phir chaahe uski keemat humaari jaan hoti.

90

Hindi |

Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo,
mehfil mein hamara mazaak na udaya karo,
is par aansu bole mehfil mein tumhe akela paate hai,
isi liye chale aate hai.

75

Hindi |

Jazbaat-e- ishq naakaam na hone denge,
dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,
uss pyaar ka har ilzaam apne sar par le lenge..
par hum apni jaan ko badnaam na hone denge.

50

Urdu |

mani_36_dard.jpg

Likhu kuch aaj waqt ka takaza hai,
dard-e-dil abhi taaza-taaza hai,
gir padte hain aansu mere kaagaz per likhte waqt ,
lagta hai kalam mein seyahi kam dil mein dard zyaada hai.

51

Hindi |

Ae dil tu mohabbat karta kyon hai,
jo karta hai to phir tadapta kyon hai,
main dhadkan hun uski kehta tha mujhse,
phir aaj uska dil mere bina dhadakta kyon hai.

110

Hindi |

Aasmaan ke taare aksar poochte hain humse,
"Kya tumhe aaj bhi intezaar hai uske laut aane ka..?"
aur yeh dil muskura ke kehta hai,
"Mujhe to ab tak yakin nahi hua
uske chale jaane ka."

141

Hindi |

mani_39_sad.jpg

ख्यालों में वही, सपनो में वही,
पर उनकी यादों में हम थे ही नही !!

हम जागते रहे और दुनिया सोती रही,
एक बारिश ही थी, जो हमारे साथ रोती रही !!

- Vikas Umrao

91

Hindi |

Aaj woh humse dooor ja rahe hain,
aur hum hain ki unko rok bhi nahi paa rahe hain,
unka jaana humein ek Dard de jaayega..
jo har pal humein unki yaad dilaayega.

66

Hindi |

Dilo se khelne ka hunar hame nahi aata
isliye ishq ki baazi hum haar gaye.
Meri zindagi se shaayad unhe pyaar tha
isliye mujhe zinda hi maar gaye.

52

Hindi |

dard-tree.jpg

Dukh dil ch lako ke,
hanjoo naina ch pro ke,
tere aan di udeek aisi layi baithe haan,
kar tu yakeen saanu bhul jaan waaliye,
asi tere pichche duniya bhulaai baithe haan.

145

Punjabi |

Recommended for You »

  1. उम्र तो सारी कटी इश्क़ ए बुताँ में मोमिन आख़िरी वक़्त में क्या ..
  2. Smiles Are The Birds Which Fly From Face To Face May ..
  3. Kya Hua SMS Factory Mein Hadtaal Hai ? Ya Inbox Kangaal Hai Ya Fir ..
  4. हवा का काम है जलते चिरागों को बुझाने का हमारा फर्ज ..
  5. Woh Kehte Hain Tere Kadmo Tale Jannat Hai Uff Tere Paer Bhi Mera ..
  6. Na Koi Aaya Hai Na Koi Aaya Hoga Hawa Ne Dheere ..
  7. आप तन्हाई में न बैठिए कुछ और ना सही तो ..
  8. Loot Sake To Loot Le Ram Naam Ki Loot Fir Paache ..
  9. Guzraa Waqt Jab Bhi Dil Ki Daastaan Sunaayega Tumko Bhi Ik ..
  10. Never Ask A Barber If He Thinks Yuh Need A ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.