Yin-YangQi

हर लफ्ज़ के मायने मोहब्बत और
हर जंग का मक़सद जीत नहीं होता।

चाँद भी आता है ज़मीं पर
मगर कभी - कभी ।

अगर क़यामत तुम जैसी है
तो आज ही हो जाए ।

ये शायरी भी तेरी वफ़ा सी है
कभी बे-इन्तेहाँ
तो कभी बे-नियाज़ ।

सब आज ही बयां करोगे
कुछ तो अगली मुलाक़ात के लिए रख लो ।

सब आज ही बयां करने दो
अगली मुलाक़ात से पहले क़यामत ना हो ।

अलविदा, अब चलता हूँ
जो था सब कह दिया ।

वो चले जाते हैं अक्सर
बस कुछ देर ठहर कर ।

पत्तों की रौनक ही
पेड़ों की दास्ताँ है
ठूंठ तो बस
दर्द बयां करते हैं ।

फ़िज़ा सफ़ेद चादर ओढ़ ले
तो रुत सर्द जान पड़ती है
गुलिस्तां सजाने की चाहत हो
तो बहारों सा मिजाज़ रखिये ।

तनहाई में रहने का सबब पूछते हैं
वो जो ज़माने भर का ग़म दे गए ।

अंगारों को छूने की चाहत तो है
मगर हिम्मत नहीं ।

मुददत हुई या सदियाँ
तेरे इंतज़ार ने ये भी भुला दिया ।

जाने कब से हैं सुलग रहे
चंद बूंदों की चाहत में ।

उफ़ान और तूफ़ान
हदों के मोहताज़ नहीं ।

गुस्ताख़ी हमसे हुई है
तोहमत शराब को ना दे कोई ।

ज़लज़ले मुक़र्रर होंगे
तेरी तहरीर पर ।

समंदर सीने में है
फासले से देखिये
यूँ बेपरवाह कभी हम भी थे
एक लहर के आते ही शिकार हो गए ।

मैं तेरे ख़िलाफ़ हूँ क्यूंकि
तू मेरे ख़िलाफ़ है ।

ये ज़िन्दगी फ़क़त तेरे नाम की बरक़त से काबिज़ है ।

सहर तूने लिखवा दिया सूरज
अब ज़माना पढ़ रहा है ।

10

Urdu |

Har insaan ki alag pehchaan hoti hai,
humaare sms ki alag hi shaan hoti hai,
har kisi ko karte nahi sms magar,
jisko karte hain us-mein humaari jaan hoti hai..

40

Hindi

Gabbar: Arre o sambha.. yeh sms padhne waalaa
insaan hai ki langoor..?
Sambha: Sardaar agar reply kiya to insaan ..
nahi kiya to langoor.
Abhi pataa chal jaayega.

47

Hindi

Shaitan ne kaha kisi nek insaan ka number do,
apun usko tang karega.
Maine aapka number diya to shaitan bola:
Abey, marwayega kya?
Yeh to Boss ka number hai.

61

Hindi

5 June 2010..
Ek sachchi ghatna.
Jise sun kar insaan ki rooh tak kaanp jaati hai.
Magar zaalimo ke haath tak na kaanpe.
Dehradun mein 17 saal ki ek maasoom bachchi.
Jisne abhi 12th complete kiya tha.
Aur jo din uske enjoy karne ke the.
Uske apne sage baap-bhai ne behla-fusla kar.
Uska engineering ka form bharva diya.

93

Hindi

Na Dekh Aasman ko itni Hasrat se..

ae insaan


Kisi Parindey ne Muh pe Potty Kar Di toh Sari Hasrat Nikal Jayegi..

84

Urdu |

Woh kaise log hain yaa-rabb jin-hone paa liya tujh ko
hume to ho gaya dushwaar ek insaan ka milna..

40

Urdu |

Insaan aur bakre di fitrat iko jehi hai,
dovein marne tak main-main karno nahi hatde..

60

Punjabi |

Behtreen insaan apni mithi jubaan se hi jana jata hai,
warna achhi baatein to deewaron par bhi likhi hoti hai..

134

Hindi |

Apne matlab ke alaawa kaun kisi ko poochta hai,
bina rooh ka insaan toh ghar wale bhi nahi rakhte.
Bahut hi mushqil se hota hai teri yaadoon ka kaarobaar,
munaafa to nahi lekin guzaara ho hi jaata hai..
Khudaa karey ki saari umar mujhey manzil na miley ,
badi mushqil se woh raazi hua hai saath chalne ko..

41

Hindi |

gair kya janiye kyon mujhko bura kehte hain
aap kehte hain jo aisa to bajaa kehte hain..

waakai tere iss andaaz ko kya kehte hain
na wafa kehte hain jiss ko na jafa kehte hain..

ho jinhen shaq wo karein aur khudaon ki talaash
hum to insaan ko duniya ka khuda kehte hain..

teri suratt nazar hai teri surat se alaag
husn ko ahal-e-nazar husn numa kehte hain..

shikawe hizr kare kiss dil se
hum khud apne ko bhi apne se juda kehte hain..

teri rudade sitam ka hai baya naa-mumkiin
fayeda kya hai magar yun zaraa kehte hain..

log jo kuch bhi kahein teri sitam koshi ko
hum to in baaton ko achchha na bura kehte hain..

auron ka tajurba jo kuchh ho magar hum to "Firaq"
talkhie zist ko jeene ka mazaa kehte hain..

- Firaq Gorakhpuri

10

Urdu |

Kabhi kuch to kisi ke waaste dil se dua kar lo,
yahi insaaniyat ka farz hai, tum bhi ada kar lo,
koi bhi shakhs duniya mein tumhein chhota nazar na aaye,
tum apne sochne ka daayra itna bada kar lo,
humaari apni fitrat hai wafa karna, wafa kar lo,
tumhari apni marzi hai wafa karo, ya jafa kar lo,
ye duniya khubsoorat hai yaqeen aa jaayega tumko,
kisi se dil lagaane ki kabhi koi khata kar lo..

20

Hindi |

Insaaniyat ko juda kar diya,
uff mazhab..yeh tu ne kya kar diya..
- in response to Paris Charlie Hebdo attack

38

Urdu |

Ae insaan tu kamaal hai, be-misaal hai,
tere ehsaan be-shumaar, tere zurm be-hisaab hain,
tera hona jannat ya tera hona jahannum,
faisla kaise de quazi, pecheeda sawaal hai..

00

Urdu |

Hun naya is sheher mein
Dil-o-gul-o-gulaab dhoondta hun
hai tabiyat kharaab
sach aur insaaf dhoondta hun
masjid -o-butkhana mein
imaan dhoondta hun
bhaagte-bhaagte thak gaya
aaraam dhoondta hun
jo zehen mein tha abhi
ab uska khayaal dhoondta hun
main bhi shaamil hun gunaah mein
suraag dhoondta hun
khaali lifaafe liye haath mein
paigaam dhoondta hun
teri mehfil mein aa to gaya
ab anjaam dhoondta hun
bawandar-o-sailaab mein
sukhan ik ehsaas dhoondta hun
tujhse juda ho kar
apni pehchaan dhoondta hun
rakhna maaf mujhe
main insaan dhoondta hun
rakhna maaf mujhe
main insaan dhoondta hun..

10

Urdu |

खुदा से कोई बात अनजान नहीं होती
जब इंसान की बंदगी बे-ईमान नहीं होती
कभी माँगा होगा हमने एक प्यारा दोस्त
यूँ ही आपकी हमारी पहचान नहीं होती ..

Khuda se koi baat anjaan nahi hoti
jab insaan ki bandgi be-imaan nahi hoti
kabhi maanga hoga humne ek pyaara dost
yun hi aapki humaari pehchaan nahi hoti..

71

Hindi |

Recommended for You »

  1. Make A Sharp Turn If U Turn Is Not An Option ..
  2. Badnaam Hu Ae Hum Shehar Mein Jiski Wajah Se Faraz Us Shaks ..
  3. Couple Silent In Bed Wife Thinks Why Is He Not Talking To ..
  4. Lets Start A Great Life By Conquering Our Eternal Five ..
  5. Na Hota Maikhana To Deewane Kahan Jaate Na Hota Saaqi To ..
  6. Kitne Haseen Hai Aap Khud Ko Duniya Ki Nazar Se Bachaaya ..
  7. पराली जलाकर पेड़ काटकर अपने ही भाईयों का दम घोंटता ..
  8. Hum Whiskey Nahi Pite Hum Rum Nahi Peete Hum Gham Ke ..
  9. Husband Returns Home After Drinking N Says 2 Wife Darling ..
  10. As A Fletcher Makes Straight His Arrow A Wise Man Makes ..

Share & Let Everyone Read









Draw shape below and click submit button to send us your message:
आओ खेलें

लाल बूढ़क्की छू..

anagram quiz

About Us


Our logo expands to iOLdot - Ik Oankaar Lazeez Dimension of Texting which tries to reflect our ideology.

The purpose of this website is to develop a Dimension to Texting through the Aesthetics of Words by providing Unique, Decent, Pleasant, Pure, Gentle, Clean, Refined, Inoffensive Thought Provoking Wisdom Quotes, Funny Jokes, Shayari, Motivational SMS, Greetings, Wishes, Proverbs, Dohe, Love Messages & much more.. We also encourage you to be part of this journey & share your creative content with us. Play your flute here..



What's more


moderated-content-kids-safe

Moderated Content

Safe for people of all Age Groups including Children.
sms-api-always-win

API

Display SMS on your Website or Blog at Zero Cost.
rate-content

SMS Rating

Gives You Power to Rate Content.
« Stay In Touch »

Quality Improvement Initiative

Quality Improvement Program

On September 13, 2015 we took an initiative towards delivering high quality content. With every Lazeez SMS you will find two thumbs - one for upvote and one to downvote.

Sample thumb screenshot

You can cast your vote simply by clicking on the thumb icon.